ये मेरी मोहब्बत थी की दीवानगी की इंतिहा, तेरे करीब से गुजर गया तेरे ही ख़यालो में!! मेरी आँखो का हर आँसू तेरे प्यार की निशानी है, जो तू समझे तो मोती है, ना समझे तो पानी है!! भरी महफ़िल मे मोहब्बत का जिक्र हुआ, हमने, सिर्फ़ आप की ओर देखा और लोग वाह-वाह कहने उठे!! Mujhe tera sath zindagi bhar nahi chahiye, balki jab tak tu sath hai.
tab tak zindagi chahiye. Happy Valentine's Day My Love Kal tak sirf ek ajnabee the tum, aaj dil ki ek ek dhadkan par hukumat hai tumhari मेरी जिंदगी मै खुशियां तेरे बहाने से है, आधी तुझे सताने से है आधी तुझे मनाने से है। ज़िन्दगी में ऐसे बहोत से लोग होते है, जो कोई वादा नहीं करते पर निभा सब कुछ लेते है. Kash tum puchho ki tum mere kya lagte ho, mein tumhe gale lagau aur kahu, "Sab Kuchh..." हमने उनसे कहा की वैलेंटाइन डे आने वाला है, क्या चाहिए? और उन्होंने हमारा हाथ थाम लिया | ख़्वाहिश ए ज़िंदगी बस इतनी सी है के, साथ तुम्हारा हो ओर ज़िंदगी कभी ख़त्म ना हो। इश्क है या इबादत.. अब कुछ समझ नहीं आता, एक खुबसूरत ख्याल हो तुम जो दिल से नहीं जाता. Dil mein chhipi yaadon se sawaru tujhe, Tu dekhe to apni ankho me utaru tujhe, Tere naam ko labo pe aise sajaya hain, So bhi jaau to khawbo me pukaru tujhe…!!! ये दुनियाँ के तमाम चेहरे तुम्हें गुमराह कर देंगें.. तुम बस मेरे दिल में रहो, यहाँ कोई आता जाता नहीं..
Dil Ne Jise Jindagibhar Chaha Hai…, Aaj Karunga Mai Unse Ikrar, Jiski Sadiyos Se Tammanah Ki Hai, Unse Karunga Mere Pyar Ka Ijahaar…. Hume tumse pyar kitna, Ye hum nahi jante…. Magar jee nahi sakte, Tumhare bina…. Bepanaha mohabbat tum se milkar hoi, Is mere dil ko khushi tum se mil kar hoi, Paya sab kuch duniya mein maine, Per jeene mein khushi tumse mile kar hoi… Aankho ki gehrai mein Teri kho Jana chahta hoon, Aaj tujhe bahon mein lekar so Jana chahta hoon, Tood kar hade mein aaj sari, Aapna tujhe banana Lena chahta hoon… Aap Khud Nahi Janti Aap Kitni Pyari Ho, Jaan Ho Hamari Par Jaan Se Pyari Ho, Duriyon K Hone Se Koi Fark Nahi Padta, Aap Ki Bhi Hamari Thi or Aaj Bhi Hamari Ho… Dil mein chhipi yaadon se sawaru tujhe, Tu dekhe to apni ankho me utaru tujhe, Tere naam ko labo pe aise sajaya hain, So bhi jaau to khawbo me pukaru tujhe…!!! How can I ever Arrange My Words to Say? How Special U Are To Me... You are the Theme of My Life... You are the Beloved Prince…♥ Every Single Beat of My Heart is just for you...♥, Every Breath I Inhales; it's just for u Honey...♥, I live for u, and I will die for you♥ I Laugh and Cry for you♥!! My heart is like an open book, It depends on how you read me. Don't judge me by my cover... Look in and discover... I will be your true lover Forever... ♥ A boyfriend like you is the only way to not feel blue, The only way to experience love so true, and the only way to see life's beautiful view.
Mujhe tum se mohabbat ho gai hai, Yeh duniya khubsurat ho gai hai. Khuda se roz, tumhein mangti hoon, Meri chahat, meri ibadat ho gai hai..!! Kasoor toh tha hi en nigaaho ka, Joh chupke se deedar kar betha, Humne to khamosh rehne ki thani thi Par bewafa ye zuban izhar kar betha कैसे बदल दूं मैं फितरत ये अपनी, मुझे तुम्हें सोचते रहने की आदत सी हो गई है..!! Har baar hum par ilzaam laga dete ho mohhabat ka, Kabhi khud se pucha hai ki itne hassen kyu ho…!! कितना अजीब अपनी ज़िन्दगी का सफर निकला, सारे जहाँ का दर्द अपना मुक़द्दर निकला, जिसके नाम अपनी ज़िन्दगी का हर लम्हा कर दिया, अफ़सोस वही हमारी चाहत से बेखबर निकला!!
Sad Shayari For Valentine’s Day
Ajeeb halaat ho gaye hai dil ke, Na tum iske huye aur na ye mera raha.
Tum lakh dua kar lo mujhse door jaane ki.. Meri dua bhi usi khuda se hai tujhe mere kareeb lane ki..
Muskurane ki ab wajah yaad nahi rehti, Pala hai bade naaz se… mere ghamon ne mujhe!
Ab mera haal chaal nahin poochhate ho to kya hua, Kal ek-ek se poochhoge ki use hua kya tha.
बिखरा वज़ूद, टूटे ख़्वाब, सुलगती तन्हाईयाँ …. कितने हसींन तोहफे दे जाती है ये अधूरी मोहब्बत.
आज कल वो हमसे डिजिटल नफरत करते हैं, हमें ऑनलाइन देखते ही ऑफलाइन हो जाते हैं.
Jisse dar hi nahi tha mujhe khone ka, wo kya afsos karta mere na hone ka !!
Guzar gaya aj ka din bhi pehle ki tarah, na humko fursat mili.. na unhe khyal aaya!
Qadar ho hi jati hai, par waqt nikal jata hai !!!
Mohabbat mein sab diya usne, siwaye sath ke !
प्यार करना हर किसी के बस की बात नहीं …. जिगर चाहिए अपनी ही खुशियां बर्बाद करने के लिये.
खुद से मिलने की भी फुरसत नहीं है अब मुझे,और वो औरो से मिलने का इलज़ाम लगा रहे है.
Yahi haalat ibtida se rahe, log humse khafa-khafa se rahe
Bewafa tum kabhi na the lekin ye bhi sach hai bewafa se rahe !
Bewafa tum kabhi na the lekin ye bhi sach hai bewafa se rahe !
Badi shiddat se aazmate ho sabra mera,
kabhi jo khud pe guzregi to bikhar jaoge!
kabhi jo khud pe guzregi to bikhar jaoge!
Taqleef ye nahi ki pyaar ho gaya, dard ye hai ki ab bhulaya nahi ja raha !
Dil na-ummeed to nahi nakaam hi to hai, lambi hai gham ki sham magar sham hi to hai !
Agar neend aa jaaye to so bhi liya karo, raato ko jaagne se mohabbat lauta nahi karti!
Aye khuda! ye kaisi teri khudai hai, tere hi dar par, tere hi samne, tere hi bande, rote hain kisi aur ke liye !
Sabr Rakh!... wo din zarur aayega , jab har dua qubool hogi !
Mat kaho use bura, Mohabbat usne nahi .. Maine ki thi !!
Suna hai raato ko der tak jaagte ho tum!! Neend ke maare ho ya mohabbat ke hare ho !
Banana padta tha aksar, bigaad kar khud ko, so maine rakh hi diya tod tad kar khud ko!


2 Comments
Thanks for sharing this super information dear
ReplyDeleteMy self: Rahul
Site: https://www.valentineshayari.com/happy-valentine-day-shayari-2020-hindi/
Best shayari
ReplyDeleteBest shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari
Best shayari